Roman script

navprabhat ki mangal kirane 

dharti ka mukh chum 

fut padi kan kan se kaliya 

maa vasundhra jhume 

hantho me hal aur panwo me bal 

hantho me hal aur panwo me bal 

mehnat ke pujari kisaan 

ke dharti mata ki ham santan

ke dharti mata ki ham santan 

o dharti mata tumhe prnaam 

o ann ke data tumhe prnaam 

ye khet lahrate sona hain barsate

ye khet lahrate sona hain barsate

puja ke mandir hamare 

isnse hain ujiyara, ham to kya jag sara 

jeeta hai inke sahare 

o karte hain shram kabhi thakte na ham 

karte hain shram kabhi thakte na ham 

chahe andhi ho ye tufaan 

ke dharti mata ki ham santan

ke dharti mata ki ham santan 

hantho me hal aur panwo me bal 

mehnat ke pujari kisaan 

ke dharti mata ki ham santan

ke dharti mata ki ham santan 

o dharti mata tumhe prnaam 

o ann ke data tumhe prnaam

Explore this song