Roman script

tum jis gali se parda uthaake gujar gaye

kuch marke jinda ho gaye kuch ji ke mar gaye

nathani utaaro sambhal ke piya

raatein gujaaro machal ke piya

niyat ka sauda hai dekho kya jalwa hai

ji ko na maaro piya

niyat ka sauda hai dekho kya jalwa hai

ji ko na maaro piya

nathani utaaro sambhal ke piya

raatein gujaaro machalake piya

niyat ka sauda hai dekho kya jalwa hai

ji ko na maaro piya 

niyat ka sauda hai dekho kya jalwa hai

ji ko na maaro piya

o yaara re o yaara re o yaara re

o yaara teri preet ne maara re 

o yaara teri preet ne maara re 

lutne me bhi ik maja hai maja hai maja hai maja hai

chadhake na utare yeh aisa nasha hai nasha hai nasha hai

dubkar dekh le mastiyon ka kunwa hai

fursat ka mauka hai fir kisne roka hai

dubki lagaa lo piya

fursat ka mauka hai fir kisne roka hai

dubki lagaa lo piya

o yaara re o yaara re

shabnam ka katra jala hai jala hai jala hai jala hai

yeh ishq meethi bala hai bala hai bala hai bala hai

jism ko sek le dil bada diljala hai

sine mein dehka hai, jine ko kehta hai

hasrat nikaalo piya 

sine mein dehka hai, jine ko kehta hai

hasrat nikaalo piya 

nathani utaaro sambhal ke piya

raatein gujaaro machal ke piya

niyat ka sauda hai dekho kya jalwa hai

ji ko na maaro piya

niyat ka sauda hai dekho kya jalwa hai

ji ko na maaro piya

ji ko na maaro piya, ji ko na maaro piya

ji ko na maaro piya, ji ko na maaro piya

Explore this song