Roman script

shabaabon husan sher-o-gazal shayari kalaam 

mehfil mein itne rang hai phir jaam ka kya hai kaam 

nasha jo hai shabaab mein sharaab mein kahan

khushboo ye mere husan ki khushboo ye mere husan ki

gulaab mein kahan

nasha jo hai shabaab mein sharaab mein kahan 

jo shayari meri adaa adaa pe hai likhi 

jo shayari meri adaa adaa pe hai likhi

jo shayari meri adaa adaa pe hai likhi

aisi koi aisi koi aisi koi

aisi koi gazal kisi kitaab mein kahan 

nasha jo hai shabaab mein sharaab mein kahan 

giru to to badhke thaam le jo bekhudi mein yun

ye hausla ye hausla ye hausla 

ye hausla shabaab ka sharaab mein kahan

nasha jo hai shabaab mein sharaab mein kahan 

khushboo ye mere husan ki gulaab mein kahan

nasha jo hai shabaab mein sharaab mein kahan

Explore this song