Roman script

nanhi nanhi bundiya jiya lahraye

baadal ghir aaye

nanhi nanhi bundiya jiya lahraye

baadal ghir aaye

mast hawaye kali ghataye aayi

mast hawaye kali ghataye aayi

papi papiha pi ko pukare

papi papiha pi ko pukare

pi pi ki sadaye aayi

pi pi ki sadaye aayi

pi pi ki sadaye aayi

mast jawani machali jaye

mast jawani machali jaye

baadal ghir aaye

nanhi nanhi bundiya jiya lahraye

baadal ghir aaye

dharti dar deewar sikhati

barkha mein sukh paye ri

dharti dar deewar sikhati

barkha mein sukh paye ri

pani ki chhito se lagi bujh jayengi

pani ki chhito se lagi bujh jayengi

meri laagi kaun bujhaye

meri laagi kaun bujhaye

baadal ghir aaye

nanhi nanhi bundiya jiya lahraye

baadal ghir aaye

mast hawaye kali ghataye aayi

papi papiha pi ko pukare

pi pi ki sadaye aayi

mast jawani machali jaye

mast jawani machali jaye

baadal ghir aaye

nanhi nanhi bundiya jiya lahraye

baadal ghir aaye

Explore this song