Roman script

nanhi munni nanhhi munni chand ka tukda

beti ek hamari beti ek hamari 

ek din boli ghoda lado uski karu sawari 

maa ne mukhada chum liya maa ne mukhada chum liya 

pyar se puchha beti kaun desh hai jana tujhko 

hame chhod ke pyari beti ek hamari 

ab beti ka nakhra dekho hath jahthak boli 

is mausar ki ser to kar li ab ghode ki bari 

beti ek hamari beti ka dil khush karne ko 

maa ne bhi khush hokar arbi ghoda arbi ghoda 

ek rahega dekh ke ye matwale 

hath mein chabuk leke beti ghode par ja baithi 

chal amar ki chala jo ghoda nache dharti sari 

ho nache dharti sari 

maa ne dekha chand ka tukda chand se milne aaya 

taro ke sang kiya sawagat bol pyari aaja

hath badha kar boli beti aa gayi re main chanda

god mein lekar col chanda soja

meri raj kumari soja meri raj kumari soja

Explore this song