Roman script

nama gaya koi na koi namabar gaya

nama gaya koi na koi namabar gaya

teri khabar na aai

teri khabar na aai zamana guzar gaya

nama gaya koi na koi namabar gaya

hansta hu yu ki hijr ki raate guzar gayi

hansta hu yu ki hijr ki raate guzar gayi

rota hu yu ke lutf-e-duaayen saher gaya

teri khabar na aai zamana guzar gaya

nama gaya koi na koi namabar gaya

ab mujko hai karaar to sab ko karaar hai

dil kya thahar gaya ke zamaana thahar gaya

ya rab nahi mai waapise rudaad-e-zindagi

ya rab nahi mai waapise rudaad-e-zindagi

itna hi yaad hai ki jiya aur mar gaya

teri khabar na aai zamana guzar gaya

nama gaya koi na koi namabar gaya

Explore this song