Roman script

naiya hamari paar lagao naiya hamari paar lagao 

tum bin bhagvan koun khivaiya tum bin bhagvan koun khivaiya 

naiya hamari paar lagao

ter suni tab doud ke aaye ter suni tab doud ke aaye 

dropadi ke the cheer badhaye dropadi ke the cheer badhaye 

mujh abla ki laaj bachao mujh abla ki laaj bachao  

tum bin hamara koun sunaiya tum bin hamara koun sunaiya  

narsingh bhagat ki hund chalai narsi bhagat ki hund chalai  

bhakt prahlad ki jaan bachai bhakt prahlad ki jaan bachai

mujh dukhiya ko dukh se chudao 

mujh dukhiya ko dukh se chudao 

jag ke data krishan kanhaiya jag ke data krishan kanhaiya  

naiya hamari paar lagao naiya hamari

Explore this song