Roman script

naitikata ka sur sarita mein 

jan gan man pawan ho 

sanyam mein jivan ho 

parbhu bankar ke hi hum sabki 

puja kar sakte hai 

parmanik bankar hi sankat 

sagar tar sakte hai 

aaj ahinsa saury veer 

sanyukat jiwan darshan ho 

sanyam me jiwan ho 

naitikata ka sur sarita mein 

jan gan man pawan ho 

sanyam me jiwan ho 

sudhre jati 

samaj jati se 

rashtr sonvam sudhrega 

tulsi tulsi tulsi 

tulsi anukasi hai naad 

sare jag me kasrega

maanwiy aachar sanhinta 

mein arpit tan man ho 

sanyam me jiwan ho 

naitikata ka sur sarita mein 

jan gan man pawan ho 

sanyam me jiwan ho 

sanyam me jiwan ho 

sanyam me jiwan ho

Explore this song