Roman script

nainan me barsaat man me kaajal kaali raat 

nainan me barsaat man me kaajal kaali raat 

andhkar hi andhkar hai diwas rain ban jaat 

andhkar hi andhkar hai diwas rain ban jaat 

nainan me barsaat man me kaajal kaali raat

preet karu ya reet nibhau

preet karu ya reet nibhau

man ki sunu ya tan ki

maati ki mala dekhu ya shobha man madhuban ki

shobha man madhuban ki

prano ka hansa vyakul hai

birha saha nahi jaat

prano ka hansa vyakul hai

birha saha nahi jaat

nainan me barsaat man me kaajal kaali raat

ek aur dekhenge naate alakh dusri aur

ankhiya chandra chakor bani hai

chanda nand kishore 

chanda nand kishore 

asuan me jharte angare

dukh nahi nain samaat

asuan me jharte angare

dukh nahi nain samaat

nainan me barsaat man me kaajal kaali raat

Explore this song