Roman script

nagri nagri naach rahi hu sath liye baaraat

nach nach kar din bita ab aa gayi sar par raat

kaho main kab tak naachu

kaho main kab tak naachu

ae kaho main kab tak naachu

kaho main kab tak naachu

more paanv me aa gayi moch

raha na loch jara to soch

ho rama ho ho

kaho main kab tak naachu

kaho main kab tak naachu

o kaho main kab tak naachu

kaho main kab tak naachu

main naachu to baja baaje

naach pe more tabla baaje

main naachu to baja baaje

sa re ga ma pa

naach pe more tabla baaje

tirkit tirkit tha

chham chham mori payal baaje

ta ta thayi tha

kaho main kab tak naachu

kaho main kab tak naachu

o kaho main kab tak naachu

kaho main kab tak naachu

naach rang sab dekh rahe hai

taras na koi khaye

baaj baaj kar ghunghru tute

ab na naache jaye

naach rang sab dekh rahe hai

taras na koi khaye

baaj baaj kar ghunghru tute

ab na naache jaye

aise aise bedardi

re aise aise bedardi

aise aise bedardi

bando se ram bachaye rama ho

kaho main kab tak naachu

kaho main kab tak naachu

o kaho main kab tak naachu

kaho main kab tak naachu

bhesh badal kar dware dware

naach rahi hai gori

chaal kapat chhupte nahi logo

sunlo batiya mori

bhesh badal kar dware dware

naach rahi hai gori

chaal kapat chhupte nahi logo

sunlo batiya mori

duniya chahe lakh chhupaye

duniya chahe lakh chhupaye

duniya chahe lakh chhupaye

khul jati hai chori rama ho

kaho main kab tak naachu

kaho main kab tak naachu

o kaho main kab tak naachu

kaho main kab tak naachu

nagri nagri naach rahi hu sath liye barat

nach nach kar din bita ab aa gayi sar par raat

kaho main kab tak naachu

kaho main kab tak naachu

ae kaho main kab tak naachu

kaho main kab tak naachu

Explore this song