Roman script

naam leke tum hamara kahe karta hai ishara

tumse dil na lagana maantaa

tum chand ham tara ham hai 

majnu tumhara laila banana maantaa

dekho achcha nahi ham jata hai jidhar

pichhe pichhe kahe ko tum aata hai udhar

dekho achcha nahi ham jata hai jidhar

pichhe pichhe kahe ko tum aata hai udhar

are aisa kaise bolta hai o my dear 

dil bhi tera ham bhi tera fero na najar

naam leke tum hamara kahe karta hai ishara

tumse dil na lagana maantaa

tum chand ham tara ham hai 

majnu tumhara laila banana maantaa

aaj nahi kal nahi parso hajur

tumko ham apna banayenga jarur

aaj nahi kal nahi parso hajur

tumko ham apna banayenga jarur

khali pili karo na tum itna garur

ham bhi nahi aisa waisa koi majbur 

naam leke tum hamara kahe karta hai ishara

tumse dil na lagana maantaa

tum chand ham tara ham hai 

majnu tumhara laila banana maantaa

hamne sun dil lagane ka nahi jaha

pyar karne walo mitana hai nishan 

hamne sun dil lagane ka nahi jaha

pyar karne walo mitana hai nishan 

are dil nahi lagaye to jayega kaha

pyar kiye bina jiyega kaise yaha

naam leke tum hamara kahe karta hai ishara

tumse dil na lagana maantaa

tum chand ham tara ham hai 

majnu tumhara laila banana maantaa

Explore this song