Roman script

na jane kaha kho gaya wo jamana

yahi tha chaman me mera aashiyana

mai kis-kis se puchhu khud apna thikana

yahi tha chaman me mera aashiyana

na jane kaha

wafao ke wade wohi bhul baithe

wafao ke wade wohi bhul baithe

wohi bhul baithe

jo kahte the mujhse mohabbat nibhana 

yahi tha chaman me mera aashiyana

na jane kaha kho gaya wo jamana

yahi tha chaman me mera aashiyana

na jane kaha

mukaddar ke hatho hami kuch na sikhe

mukaddar ke hatho hami kuch na sikhe 

hami kuch na sikhe 

unhe aa gaya hamse aankhe churana 

yahi tha chaman me mera aashiyana

na jane kaha kho gaya wo jamana

yahi tha chaman me mera aashiyana

na jane kaha

Explore this song