Roman script

Na baba na baba, na baba na baba

Na baba na baba

Pyar Mohabbat ka is dil mein

Pyar Mohabbat ka is dil mein

Rog lagaun na baba na baba na baba

na baba na baba

Pyar Mohabbat ka is dil mein

Rog lagaun na baba

baithe baithe apne dil ko

main tadpaun na baba na baba na baba

na baba re na baba re

na na na na baba re 

Tera aaj to kehna hai

Tu jaan se mujhpe marta hai

jitna pyar kiya na kisi ne

utna pyaar tu karta hai

mere naam ki hi tu apni

har ik saanse bharta hai

kal aur koi mil jaayega

tera dil ye kahin lag jaayega

tu mujhko bhool hi jaayega

teri meethi baaton me

teri meethi baaton me

khud ko behkaun na baba

na baba na baba, na baba na baba

na baba re na baba re

na na na na baba re 

na baba na baba, na baba na baba

na baba na baba, na baba na baba

sach hi kaha hai logon ne

ye pyar ka khel nirala hai

isme jeet nahi hoti

har koi haarne wala hai

na baba na baba humse

ye nahi hone wala hai

kyun jhoothe khwab sajaun main

kyun apni neend udaun main

kyun dil ka chain gavaun main

jaanboojh kar aisa dokha

jaanboojh kar aisa dokha

kyun main khaun na baba

na baba na baba

na baba na baba, na baba na baba

na baba na baba, na baba na baba

na baba na baba, na baba na baba

na baba na baba, na baba na baba

Explore this song