Roman script

hum dono ne dekha tha ek sapna

kahi pe chhota sa ek ghar tha apna

angan me utari thi chandani rate

hum baithe karte the pyar ki bate

wo bate wo raate bhul jaye hum 

to hame yaad dilana ha bhul an jana

na tumse hui na hamse hui

na tumse na hui na hamse hui

dono se mohabbat ho na saki

dono se mohabbat ho na saki

na tumse hui na hamse hui

na tumse hui na hamse hui

tumse bhi ye sikwa ho na saka

humse bhi sikayat ho na saki

hamse bhi sikayat ho na saki

na tha aisa irada kiya tha hamne wada

magar takdir hai ye koi janjir hai ye 

ise ham tod dete jamana chhod dete

magar jina pada hai jahar pina pada hai

kasam tum tod aaye wafa hum chhod aaye

chalo insaf kar de khataye maf kar de

ho tumse bhi sarafat ho na saki

tumse bhi sarafat ho na saki

humse bhi sarafat ho na saki

humse bhi sarafat ho na saki

na tumse hui na hamse hui

na tumse hui na hamse hui

dono se mohabbat ho na saki

dono se mohabbat ho na saki

falak jo kam dede jise jo nam dede

bdal deta nahi wo sambhal sakta nahi wo

hamara nam kya hai hamra kam kya hai

wahi karna padega yuhi marna padega

sarifo me hamara nahi hoga gujara

luti ulfat hamari gayi izzat hamari

tumse bhi hifazat ho na saki

tumse bhi hifazat ho na saki

humse bhi hifazat ho na saki

humse bhi hifazat ho na saki

na tumse hui na hamse hui

na tumse na hui na hamse hui

dono se mohabbat ho na saki

dono se mohabbat ho na saki

Explore this song