Roman script

naa to aaj barasaat kaa mausam naa kahi chhaai badariya

phir bhi more jiyaraa me chamake are tham-tham koi bijuriya

vaa-vaah-vaah tohara javaab naahi

binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake

ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake

kaise chamake koi puchhe re hamase

kaise chamake koi puchhe re hamase

ho bina badara ke, ho bina badara ke 

raaho me jab gori nayana milaaye ke

nayana milaaye ke

muskaaye ghunghata me mukhada chhipaaye ke

to mar jaaen ham to qasam se qasam se

binaa badara ke

ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake

ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake

baithe ho jab mithe sapane sajaye ke

sapane sajaaye ke

aise me haule se paas kabhi aaye ke

jo bichhava bajaye de gori chham se qasam se

binaa badara ke

ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake

ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake

Explore this song