Roman script

na taabe masti na hoshe hasti 

na taabe masti na hoshe hasti 

ki shukre ne mat ada karenge 

phiza mein jab hai ye apna aalam 

bahar aayi to kya karenge 

phiza mein jab hai ye apna aalam 

jidhar se gujrege tar parosna 

karname suna karenge 

wo apne dil ko hazar roke 

wo apne dil ko hazar roke 

meri mohabbat ko kya karenge 

phiza mein jab hai ye apna aalam 

na sukre gham dere lab karenge 

na shikwa ae bar mala karenge 

jo hum pe gujre hi dil hi dil mein 

jo hum pe gujre hi dil hi dil mein 

kaha karenge suna karenge 

phiza mein jab hai ye apna aalam 

bahar aayi to kya karenge 

phiza mein jab hai ye apna aalam

Explore this song