Roman script

na roye dil kahi rone se takdire badalti hai

kahi aasu bahane se tammanaye nikalti hai 
na roye dil na roye dil 
natija mil gaya hamko kisi se dil lagane ka 

sitam dekha nasibo ka, karam dekha jamane ka

mohabbat aah bharti hai, wafaye hath malti hai 
na roye dil kahi rone se takdire badalti hai
liye jate the ye dil ham teri nayya kinare par

mohabbat ke bharose par ummido ke sahare par 

khabar kya thi ke jalim aandhiya bhi sath chalti hai 
na roye dil kahi rone se takdir badalti hai
na roye dil na roye dil

Song details

Song video

Watch on YouTube