Roman script

naa koee umang hai, naa koee tarang hai

meree jindagee hain kyaa, yek katee patang hai

aakaash se giree main yek baar kat ke ayese

duniyaa ne fir naa poochho, lootaa hain muz ko kaise

naa kisee kaa saath hai, naa kisee kaa sang hai

lag ke gale se apane, baabool ke main naa royee

dolee uthhee yoo jaise, atrhee uthhee ho koee

yahee dukh to aaj bhee mere ang sang hai

sapanon ke dewataa kyaa, tuz ko karu main arpan

patazad kee main hoo chhaayaa, main aasooon kaa darpan

yahee meraa rup hai, yahee meraa rang hai

Explore this song