Roman script

na chithi ayi na aya bulawa na chithi ayi na aya bulawa 

andar se khadki hai tar mohe jana hai maiyya ke dwar

main jaungi mata ke dwar mohe jana hai maiyya ke dwar

main jaungi mata ke dwar na chithi ayi na aya bulawa

panv mein chahe pad jaye chale kar dungi jeevan uske hawale

darshan ki mann mein lagi lagan hai

chintan mein har sans ab to magan hai 

chintan mein har sans ab to magan hai 

main na rukungi raste mein ek pal

dhun hai yeh mujhpe sanwar mohe jana hai maiyya ke dwar

main jaungi mata ke dwar mohe jana hai maiyya ke dwar

main jaungi mata ke dwar na chithi ayi na aya bulawa

shradha suman mein arpan karungi 

bhakti ka sacha dhan mang lungi

pooja mein uski kho jaungi main

chakar dar ki ho jaungi main chakar dar ki ho jaungi main 

janmon ki ab to pyas bujhegi

sapanen honge sakar mohe jana hai maiyya ke dwar

main jaungi mata ke dwar mohe jana hai maiyya ke dwar

main jaungi mata ke dwar na chithi ayi na aya bulawa

mathe lagaun charno ki dhuli uske siva kul duniya hai bhuli

mil jaye man tu jag se kya lena

bache jo mange ma ne hi dena bache jo mange ma ne hi dena 

mere bhi mann ki wohi sab jane sunti jo sabki pukar

mohe jana hai maiyya ke dwar main jaungi mata ke dwar

mohe jana hai maiyya ke dwar main jaungi mata ke dwar

main jaungi mata ke dwar mohe jana hai maiyya ke dwar

Explore this song