Roman script
na chedo kal ke afsane, karo is raat ki bate chalakane do ye paimaane, karo is raat ki baate na chedo kal ke afsane na phir ye raat aayegi, na dil uchalega sine me na phir ye raat aayegi, na dil uchalega sine me na hogi rang be mehphil, na aisa rang jine me milenge kab ye diwane, karo is raat ki baate na chedo kal ke afsane har ek din kal ka jhagada hai,har ek din kal ka hai rona har ek din kal ka jhagada hai,har ek din kal ka hai rona ye ghadiyan raat ki tum bhi, na auro ki tarah khona jo kal hoga khuda jane, karo is raat ki baate na chedo kal ke afsane karo o baat jisase boz dil ka dur ho jaye karo o baat jisase boz dil ka dur ho jaye karo o jikra jisase bekasi kabhur ho jaye mile hai dil to behlane, karo is raat ki baate na chedo kal ke afsane, karo is raat ki bate na chedo kal ke afsane
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Raat Aur Din (1967)
- Composer: Shankar Jaikishan
- Lyricist: Shailendra
- Actor: Pradeep Kumar
- Actor: Nargis Dutt
- Actor: Feroz Khan
- Actor: Anoop Kumar
- Actor: Harindranath Chattopadhyay
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Naaz
- Actor: K N Singh
- Actor: Kumar
- Actor: Leela Mishra
- Actor: Laxmi Chhaya
- Actor: Anwar
- Actor: Sulochana
Song video
actor: Nargis, Pradeep Kumar