Roman script

na aasman na sitare fareb dete hain

na aasman na sitare fareb dete hain

hume to apne sahare fareb dete hain

na aasman na sitare fareb dete hain

hume to apne sahare fareb dete hain, na aasmaan

bahar hasti huy kyu chaman me aati hai

bahar hasti huy kyu chaman me aati hai

ye chaar din ke liye phul kyun khilati hai

nazar ko kyun ye nazare fareb dete hai

hume to apne sahare fareb dete hain, na aasmaan

lagi hai aag khud apne hi aashiyane se

lagi hai aag khud apne hi aashiyane se

wo badnasib gila kya kare zamane se

ke jisko apne hi pyare fareb dete hain

hume to apne sahare fareb dete hain

na aasman na sitare fareb dete hain

hume to apne sahare fareb dete hain, na aasman

Explore this song