Roman script

nam hotho pe tera 

dil me teri yad rahe

hum rahe ya na rahe

pyar ye aabad rahe muskura ke

muskura ke zakhm khana aa gaya

muskura ke zakhm khana aa gaya

naaz ulfat ka uthana

naaz ulfat ka uthana aa gaya

muskura ke zakhm khana aa gaya

mudke tera dekhna ye bar bar

jate jate laut aati hai bahar

phul kato me khilana aa gaya

muskura ke zakhm khana aa gaya

jano dil se sadke kiye jate hai hum

tumko aankho me liye jate hai hum

aarzu ka ghar sajana aa gaya 

muskura ke zakhm khana aa gaya

muskura ke zakhm khana aa gaya

naaz ulfat ka uthana

naaz ulfat ka uthana aa gaya

muskura ke zakhm khana aa gaya

muskura ke zakhm khana aa gaya

Explore this song