Roman script

mujhse yu rooth kar tum 

kyu door ja rahe ho 

dil to mera diya hai 

kyu ise bujha rahe ho 

mujhse yu rooth kar tum 

mujhse yu rooth kar tum 

kyu door ja rahe ho 

dil to mera diya hai 

kyu ise bujha rahe ho 

mujhse yu rooth kar tum 

aawaze de rahe hai

aankho ka hai ishra 

tere bina o sajan 

mera nahi guzara 

barbaad mujhko kar ke 

duniya basa rahe ho 

dil to mera diya hai 

kyu ise bujha rahe ho 

mujhse yu rooth kar tum 

koi mujhe bata de 

kab aayega sawera 

ujada mera chaman hai 

koi nahi basera 

yu loot kar kisi ke

dil ko rula rahe ho

mujhse yu rooth kar tum 

kyu door ja rahe ho 

dil to mera diya hai 

kyu ise bujha rahe ho

Explore this song