Roman script

kaho jo tum to le ke main aaun

aandhi toofan sara jahan

kaho jo tum to tumpe lutaaon

ye sara pyaar baaten hazaar

keh do to main tumhe, baaho me le lu

keh do main tumko, kuch bhi de du 

lagta hai aise, yu hi hai apna ye pyaar

nahin to bolo kaise, gaye hum haar

suni thi wo raat, tumse raha na gaya

kehni thi baaten kayi

par mujhse kaha na gaya

mujhse kaha na gaya

kaho jo tum to tumko sunaon

baatein sabhi dil mein chhipi

kaho jo tum to tumko sunaon

kisse sabhi jhutey sahi 

kaho tum to main chhodu sara sansaar

keh do bas keh do, tumko mujhse pyaar

tum bhi wahi ho

dekho main bhi badlaa nahin

naata hamara koi sapna nahin

suni thi wo raat, tumse raha na gaya

kehni thi baaten kayi

par mujhse kaha na gaya

mujhse kaha na gaya

umar bhar ka saath, tumse saha na gaya

roya main aansu kai

par mujhse kaha na gaya

mujhse kaha na gaya

suni thi wo raat, tumse raha na gaya

kehni thi baaten kayi

par mujhse kaha na gaya

mujhse kaha na gaya

umar bhar ka saath, tumse saha na gaya

roya main aansu kai

par mujhse kaha na gaya

chhoti si wo baat, tumse kaha na gaya

roya main aansu kai

par mujhse kaha na gaya

mujhse kaha na gaya

mujhse kaha na gaya

mujhse kaha na gaya

Explore this song