Roman script

mujhko mohabbat hai tumse

main hu tumhari kasam se

kahin dhokha na dena

ho kahin dhokha na dena

kahin dhokha na dena

ho kahin dhokha na dena

main janmo ke daasi teri

daasi banke rahungi

man mandir ka deep jalakar

teri puja karungi

muskano ka rishta saajan gham se jod na dena

mujhko mohabbat hai tumse

main hu tumhari kasam se

kahin dhokha na dena

ho kahin dhokha na dena

kahin dhokha na dena

ho kahin dhokha na dena

pyar ye tera kuch bhi nahi hai

meri chahat ke aage

agar tu mil jayega mujhko

meri kismat bhi jaage

jo sapno ka mahal bana hai

usko tod na dena

mujhko mohabbat hai tumse

main hu tumhari kasam se

kahin dhokha na dena

ho kahin dhokha na dena

kahin dhokha na dena

ho kahin dhokha na dena

tu chahe to ban sakti hai

teri meri ye jodi

aao milkar baandh le hum tum

prem se prem ki dori

bilkul akeli raah me

mujhko tanha chhod na dena

mujhko mohabbat hai tumse, tumse

main hu tumhari kasam se

kahin dhokha na dena

ho kahin dhokha na dena

kahin dhokha na dena

ho kahin dhokha na dena

Explore this song