Roman script

mujhe raat din ye khyal hai 
mujhe raat din ye khyal hai 
vo nazar se mujhko gira na de
meri zindagi ka diya kahi 
meri zindagi ka diya kahi 
ye gamo ki aandhi bujha na de
mujhe raat din ye khyal hai 
mere dil ke daag na jal uthe
mere dil ke daag
mere dil ke daag na jal uthe
kahi mere sine ki aag se
kahi mere sine ki aag se
ye ghuti ghuti meri aah bhi 
ye ghuti ghuti meri aah bhi 
kahi hosh mere ganva na de
mujhe raat din ye khyal hai 
kise apna haal sunau main
kise apna haal
kise apna haal sunau main
mera dil bhi gair ka ho chuka
mera dil bhi gair ka ho chuka
badi uljhano me ghira hu main
badi uljhano me ghira hu main
ke fasana koi bana na de
mujhe raat din ye khyal hai 
mujhe raat din ye khyal hai 
main diya hu aisa jahaan me
main diya hu aisa
main diya hu aisa jahaan me
ke jala to hu nahi roshni
ke jala to hu nahi roshni
jo jigar me hai vo khalish kahi
jo jigar me hai vo khalish kahi
meri hasarto ko mita na de
mujhe raat din ye khyal hai 
mujhe raat din ye khyal hai 
vo nazar se mujhko gira na de
mujhe raat din ye khyal hai

Song details

Song video

Watch on YouTube