Roman script

mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho gaya

mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gaya

bina eid ke hi chand ka didar ho gaya

bina eid ke hi chand ka didar ho gaya

didar ho gaya, tumse pyar ho gaya

mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gaya

mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gaya

bina eid ke hi chand ka didar ho gaya

bina eid ke hi chand ka didar ho gaya

didar ho gaya, tumse pyar ho gaya

pav mein ghungharu bandhkar nachi hai jawani

nachi hai jawani

pav mein ghungharu bandhkar nachi hai jawani

nachi hai jawani

ulafat ki shuru ho gayi ek nayi kahani

dekho husn phirse ishq par nisar ho gaya

dekho husn phirse ishq par nisar ho gaya

nisar ho gaya, tumse pyar ho gaya

ji chahta hai chumlu hoton ko tumhare

hoton ko tumhare

ji chahta hai chumlu hoton ko tumhare

hoton ko tumhare

ye hont kya hai jism-o-jaan hai naam tumhare

ye dil diwana aapka sarkar ho gaya

ye dil diwana aapka sarkar ho gaya

sarkar ho gaya, tumse pyar ho gaya

mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gaya

mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gaya

bina eid ke hi chand ka didar ho gaya

bina eid ke hi chand ka didar ho gaya

mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gya

ho gya, ho gya

mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gya

ho gya, ho gya

mujhe allah ki kasam tumse pyar ho gya

ho gya, ho gya

Explore this song