Roman script

mohabbat rang de jati hain 
dil jab dil se milta hain 
magar mushkil to ye hain
dil badi mushkil se milta hain 
kati raat ro ro ke, aansu na chhute 
kati raat ro ro ke, aansu na chhute 
kabhi dil sambhala to ji hay tute 
kabhi dil sambhala to ji hay tute 
kati raat ro ro ke, aansu na chhute 
main dukhiya abhagan, mere bhag fute 
o main dukhiya abhagan, mere bhag fute 
tumhi ek nahi mujhse sansar ruthe 
tumhi ek nahi mujhse sansar ruthe 
banakar bhi apna huye na hamare 
main kahti nahi, aake mujhko hansao 
magar kuchh tarane ki had bhi bataao 
tadpati hu tum bin, taras mujhpe khao
bas ek baar halat, meri dekh jao 
main naino ki ghayal firu dware dware 
main naino ki ghayal firu dware dware 
banakar bhi apna huye na hamare

Song details

Song video

Watch on YouTube