Roman script

mohabbat na hoti zamana na hota

tadapne ka koi bahana na hota

bahana na hota

mohabbat na hoti zamana na hota

tadapne ka koi bahana na hota

bahana na hota

na hum aahe bharte na wo aahe bharte

na hum aahe bharte na wo aahe bharte

agar darmiya ye zamana na hota

agar darmiya ye zamana na hota

mohabbat na hoti zamana na hota 

tadapne ka koi bahana na hota

bahana na hota

kaha ae falak ki girata ye bijli

kaha ae falak ki girata ye bijli

hamara agar aashiyana na hota

hamara agar aashiyana na hota

mohabbat na hoti zamana na hota

tadapne ka koi bahana na hota

bahana na hota

Explore this song