Roman script

mohabbat me kya kya 

mohabbat me kya kya, mukaam aa rhe hain 

ki manzil pe hain, aur chale jaa rahe hain 

mohabbat me kya kya, mukaam aa rhe hain 

ki manzil pe hain, aur chale jaa rahe hain 

mohabbat me kya kya 

ye kah kah ke ham, dil ko bahla rahe hain 

wo ab chal chuke hain, wo ab aa rahe hain 

ye kah kah ke ham, dil ko bahla rahe hain 

wo ab chal chuke hain, wo ab aa rahe hain 

mohabbat me kya kya, mukaam aa rhe hain 

ki manzil pe hain, aur chale jaa rahe hain 

mohabbat me kya kya 

zafa karne walo ko kya ho gaya hain 

vafa karke ham to sharma rahe hain 

Explore this song