Roman script

aankhon mein bas ke dil

mein sama kar chale gaye 

aankhon mein bas ke dil

mein sama kar chale gaye 

khabida zindagi thi 

jaga kar chlale gaye 

aankho mein bas ke dil

mein sama kar chale gaye 

rag rag mein es taraha 

wo samakar chale gaye 

rag rag mein es taraha 

wo samakar chale gaye 

jaise usi ko mujhse 

chura kar chale gaye 

khabida zindagi thi 

jaga kar chlale gaye 

aankho mein bas ke dil

mein sama kar chale gaye 

shukar-e-karm ke sath ye 

shikwa bhi ho kabul

shukar-e-karm ke sath ye 

shikwa bhi ho kabul 

apna sa kyo na mujhko 

banakar chale gaye 

aankhon mein bas ke dil

mein sama kar chale gaye

Explore this song