Roman script
mohabbat me kashish hogi to ek din tumko paa lenge isi surat se hum bigdi hui kismat bana lenge mohabbat me sitaaro me gulo me chand me tum mil hi jaaoge sitaaro me gulo me chand me tum mil hi jaaoge tum mil hi jaaoge kaha tak hai mohabbat me hakikat aajma lenge kaha tak hai mohabbat me hakikat aajma lenge mohabbat me kashish hogi to ek din tumko paa lenge mohabbat me zamaane ko dikha denge ke do dil kaise milte hai zamaane ko dikha denge ke do dil kaise milte hai isi duniya me hum tum dusri duniya basa lenge isi duniya me hum tum dusri duniya basa lenge mohabbat me kashish hogi to ek din tumko paa lenge mohabbat me
Song details
- Singer: Talat Mahmood
- Film / album: Khubsoorat (1952)
- Composer: Madan Mohan
- Lyricist: Shaukat Jaunpuri
- Actor: Nasir Khan
- Actor: Suraiya
- Actor: Yaqub
- Actor: Jankidas
- Actor: Bhudo Advani
- Actor: Baby Zubaida
Song video
actor: Suraiya, Nasir Khan