Roman script

mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya

hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya

mohabbat ki kahaniya 

ye kisse nigahe yar ke ye dhadkan dile bekarar ke

ye subah tumhari yad ki ye shame suhani bahar ki

tumhari mohabbat me hame sanam mili hai ye nishaniya

hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya

mohabbat ki kahaniya 

jamana na hamse chhen le ye daulat tumhare nam ki

nigaho se dekhe hum kabhi na surat judai ki sham ki

rahe yu hamesha sath hum rahe na rahe jindgani

mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya

hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya

mohabbat ki kahaniya

Explore this song