Roman script

mohabat ka ek devta tha mila 
khuda to nahi par khuda sa mila 
mohabat ka ek devta tha mila 
khuda to nahi par khuda sa mila 
mohabat ka ek devta tha mila 
mujhe jab khuli uski bahe mili 
jamane ke gam se panahe mili 
diye jal uthe jab nigahe mili
saraho ka ek silsila sa mila 
mujhe jab khuli uski bahe mili 
jamane ke gam se panahe mili 
diye jal uthe jab nigahe mili
saraho ka ek silsila sa mila
mohabat ka ek devta tha mila 
khuda to nahi par khuda sa mila 
mohabat ka ek devta tha mila 
tuje pake dil ko karar aa gaya 
jawani pe mere nikhar aa gaya 
mujhe aaj khud pe bhi pyar aa gaya 
en aakho me wo aayina sa mila 
tuje pake dil ko karar aa gaya 
jawani pe mere nikhar aa gaya 
mujhe aaj khud pe bhi pyar aa gaya 
en aakho me wo aayina sa mila 
mohabat ka ek devta tha mila 
khuda to nahi par khuda sa mila 
mohabat ka ek devta tha mila 
ae dilruba ae dilruba 
ae dilruba ae dilruba 
najro me ghie kar najar kho gayi 
meri jindgi kya se kya ho gayi 
nigaho ki kuch payas bhuj to gayi 
magar dil ye payasa ka payasa mila 
najro me ghie kar najar kho gayi 
meri jindgi kya se kya ho gayi 
nigaho ki kuch payas bhuj to gayi 
magar dil ye payasa ka payasa mila 
mohabat ka ek devta tha mila 
khuda to nahi par khuda sa mila 
mohabat ka ek devta tha mila

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Govinda, Meenakshi Seshadri