Roman script

mit nahi sakta kabhi likha hua takdir ka

bas nahi chalta yaha insan ki tadbir ka

kon hai jis par kabhi kali ghat chai nahi

ram or ghanshyam par bhi kya vipat aayi nahi

yad hai ban ban bhatakna janki raghuvir ka

mit nahi sakta kabhi likha hua takdir ka

sukh kabhi or dukh kabhi sukh kabhi or dukh kabhi

sansar ki ye reet hai sansar ki ye reet hai

aaj jiski har hai to kal usi ki jeet hai

dhup chaw ki rang hai sansar ki tasvir ka

mit nahi sakta kabhi likha hua takdir ka

bas nahi chalta yaha insan ki tadbir ka

mit nahi sakta kabhi likha hua takdir ka

Explore this song