Roman script

mila ke nazar tum nazar me samana

mila ke nazar tum nazar me samana

mere dil ke andar ghar apna banana

mere dil ke andar ghar apna banana

mila ke nazar tum nazar me samana

mila ke nazar tum nazar me samana

kasam hai jawani ki tu dil ki rani

tu dil ki rani tu dil ki rani

kisi se na kahna tum apni kahani

kisi se na kahna tum apni kahani

mohabbat jo ki hai mohabbat nibhana

mohabbat jo ki hai mohabbat nibhana

mila ke nazar tum nazar me samana

mila ke nazar tum nazar me samana

yu chup chup ke dekhne na aaya karo tum na aaya karo

na sapne me aakar sataya karo tum

na sapne me aakar sataya karo tum

koi dekh lega bura hai zamana

koi dekh lega bura hai zamana

mila ke ha ha ha

milake nazar tum nazar me samana

milake nazar tum nazar me samana

Explore this song