Roman script

mil na saka dil ko 

mil na saka dil ko

mil na saka dil ko 

agar pyar tumhara

aana padega mujhko 

duniya me dobara 

mil na saka dil ko 

gaal pe gulab ke shabnam hai zindgi 

pyar ke liye to bahut kam hai zindagi 

udhati hui is umar ko ek tera sahara 

aana padega mujho duniya mein dobara 

mil na saka dil ko

apni ye chhoti si mulatkat bahut hai

jitni der tera sath mile sath bahut hai

bas ek jhalak ek nazar ek ishara

aana padhega mujhko duniya mein dobara

mil na saka dil ko agar pyar tumhara

aana padhega mujhko duniya mein dobara 

aana padhega mujhko duniya mein dobara

Explore this song