Roman script

main apne devta sang chali

wo saware meri arthi bani

main apne devta sang chali

wo saware meri arthi bani

wo julm mujhse ho gaya

ke wajud hi mera kho gaya

mujhe apne aapse hai gila

mujhe apne aapse hai gila

ke kharidi khud hi tabahiya

jo gale laga le maut ab

to ho khatm saari dasta

meri zindagi ka mita nishan

meri zindagi ka mita nishan

meri zindagi ka mita nishan

ae aasman tu sajao ki intaha kar de 

ya fir jamin hi meri zindagi fana kar de

Explore this song