Roman script

meri zindagi ka mita nishan

meri zindagi ka mita nishan

ke jamin pe aaya aasman, ke jamin pe aaya aasman

jo gale laga le maut ab, to ho khatm saari dasta

meri zindagi ka mita nishan

kyu wafa ki raah main ae sanam

mere ladkhada gaye kadam

kyu wafa ki raah main ae sanam

mere ladkhada gaye kadam

jo tadap tadap ke nikale dam

ye saja bhi mere liye hai kam

main thi jiske dil ki dhadkane

main thi jiske dil ki dhadkane, hai usi se kitni duriya

jo gale laga le maut ab, to ho khatm ab saari dasta

meri zindagi ka mita nishan

wo hasin baag uajad gaya

ke nasib mera bigad gaya

wo hasin baag uajad gaya

ke nasib mera bigad gaya

thi ajij jisko main jaan se 

wo khudai ishq se bichhad gaya

uthi gam ki aisi aandhhiya

uthi gam ki aisi aandhhiya

ke bikhar gaya mera aashiya

jo gale laga le maut ab, to ho khatm saari dasta

meri zindagi ka mita nishan

meri zindagi ka mita nishan

meri zindagi ka mita nishan

Explore this song