Roman script

meri duniya mein tum aayi kya kya apne sath liye 
tan ki chnadi man ka sona sapno wali raat liye
meri duniya mein tum aayi
tanha tanha khoya khoya dil mein dil ki baat liye
kab se yu hi firta hu main arma ki barat liye 
meri duniya mein tum aayi
dhalka aanchal faila kajal aankho mein ye raat liye
kaise jaau sakhiyo mein ab teri ye saugat liye 
dhalka aanchal faila kajal 
sine ki ye dhadkan sun le na koi 
haye haye haye dekhe naa koi 
naa jaao naa jaao na jaao 
hato hato dar lagta hai suno suno dar lagta hai 
dil mein kitni kaliya mahki kaise kaise phul khile
najuk najuk mithe mithe hontho ki khairaat liye
meri duniya mein tum aayi
patal chhanke, kangna khanke badli jaye chal meri
manjil manjil chalna hoga hatho mein ab hath liye
meri duniya mein tum aayi kya kya apne sath liye 
tan ki chnadi man ka sona sapno wali raat liye
meri duniya mein tum aayi

Song details

singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Priya Rajvansh, Raaj Kumar

actor: Raaj Kumar, Priya Rajvansh