Roman script

sun woh mere ranjhiya, ye prit badi dukhdayi

ismein kharcha jaan ka, aur gum ki mile kamayi

dil ke taar baj baj ke yaar kehte hai pyar mujhe tujhse pyar

dil ke taar baj baj ke yaar kehte hai yaar aaja

ho mere yaar mila hai sang tera mai shukr kara hardum tera

koi hor nahi hun kam mera

koi hor nahi hun kam mera, mai teri dhun mein

main teri dnun me kho gaya teri ishq me ranjha ho gaya

ho mere yaar mila hai sang tera main

shukr kara hardum tera

ho mere yaar mila hai sang tera mai shukr kara hardum tera

koi hor nahi hun kam mera

koi hor nahi hun kam mera, main teri dhun mein

main teri dhun me kho gaya teri ishq me ranjha ho gaya

jeena hai mujhe jeene ke liye meri jaan main tujhpe marta hun

haaye sadke soniya

jeena hai mujhe jine ke liye meri jaan mai tujhpe marta hun

is tere kitaabi chehare ko geeta ki tarah main padhta hun

ye ishq tera ye ishq mera, ye ishq tera ye ishq mera

lagta hai saanjha ho gaya, main teri dhun mein

main teri dhun me kho gaya teri ishq me ranjha ho gaya

main teri dhun me kho gaya teri ishq me ranjha ho gaya

main teri dhun me kho gaya teri ishq me ranjha ho gaya

sun janeman, sun janeman ab dil ye kahi nahi lagta hai

didar tera jab karta hun thoda sa sukun tab milta hai

mai dor dor chahat ki door, main door door chahat ki door

to preet ka manjha ho gaya, mein teri dhun mein

mein teri dhun mein kho gaya tere ishq mein ranjha ho gaya

ho mere yaar mila hai sang tera main shukr kara hardum tera

ho mere yaar mila hai sang tera main shukr kara hardum tera

koi hor nahi hun kam mera

koi hor nahi hun kam mera main teri dhun mein

main teri dhun me kho gaya tere ishq mein ranjha ho gaya

Explore this song