Roman script

mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar

nis din rahe khyalo me tum ab ho jaao ujagar 

ab aan milo sajna, ab aan milo sajna sajna

aaya madmata sawan, fir rimjhim ki rut aayi

fir man ki baji sahnayi, fir preet ne li angdhayi

mai man ko lakh manau, mane na man matwala

ab aake tumhi samjao, maine ab tak bahut sambhala

saj dhaj ke khadi mai kabse doli leker aa jao

us par jaha mera ghar hai us par mujhe le jao

ab aan milo sajna, ab aan milo sajna 

Explore this song