Roman script

mere sapno ke raja 
ab aana hai to aaja 
varna mujhe kasam jawani ki 
jawani hi me mar jaungi
jawani hi me mar jaungi
mere sapno ke raja mere sapno ke raja
ab aana hai to aaja ab aana hai to aaja 
varna mujhe kasam jawani ki 
jawani hi me mar jaungi
jawani hi me mar jaungi
sab sakhiyo ke sajan aaye 
ek tu hi mujhe tadpaye 
sab sakhiyo ke sajan aaye 
ek tu hi mujhe tadpaye 
sab sakhiyo ke sajan aaye 
ek tu hi mujhe tadpaye 
jaagi dil main umang
mera jale ang ang 
main jeeungi tere sang 
varna mujhe kasam jawani ki 
jawani hi me mar jaungi
jawani hi me mar jaungi
main hoon teri hi milan ki pyasi
tu na samjhe ye baat jara si 
main hoon teri hi milan ki pyasi
tu na samjhe ye baat jara si 
main hoon teri hi milan ki pyasi
tu na samjhe ye baat jara si 
aa ke gale se lagale mujhe 
baaho mein chhupa le piya aapna bana le 
varna mujhe kasam jawani ki 
jawani hi me mar jaungi
jawani hi me mar jaungi
mere sapno ke raja 
ab aana hai to aaja 
varna mujhe kasam jawani ki 
jawani hi me mar jaungi
jawani hi me mar jaungi
jawani hi me mar jaungi
jawani hi me mar jaungi

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Sumeet Sehgal, Sonika Gill