Roman script

mere raja tu so ja 

sapno ki duniya me kho ja 

mere raja tu so ja 

sapno ki duniya me kho ja 

roya hain bahut kuchh der to khush ho ja 

o o mere raja tu so ja 

sapno ki duniya me kho ja 

roya hain bahut kuchh der to khush ho ja 

o o mere raja tu so ja 

sapno ki duniya me kho ja 

tujhko gale laga lu, dil me tujhe basa lu 

sajni se maa ban ke apne, aanchal me tujhe chhupa lu 

tujhko gale laga lu, dil me tujhe basa lu 

sajni se maa ban ke apne, aanchal me tujhe chhupa lu 

roya hain bahut kuchh der to khush ho ja 

o o mere raja tu so ja 

sapno ki duniya me kho ja 

aa apni julfo ka, main karti hu saya 

jaalim logo ne mere, baalam ko bada sataya 

aa apni julfo ka, main karti hu saya 

jaalim logo ne mere, baalam ko bada sataya 

roya hain bahut kuchh der to khush ho ja 

o o mere raja tu so ja 

sapno ki duniya me kho ja 

gam na kar tu pyare, ye din kat jayenge 

badlega ye mausam dukh ke, baadal chhat jayenge 

gam na kar tu pyare, ye din kat jayenge 

badlega ye mausam dukh ke, baadal chhat jayenge 

roya hain bahut kuchh der to khush ho ja 

o o mere raja tu so ja 

sapno ki duniya me kho ja

Explore this song