Roman script

mere pyar ki aavaz pe chali aana o chali aana

mere pyar ki aavaz pe chali aana o chali aana	

main aa rahi hun

main aa rahi hun pyar ki aavaz pe

ye pyaar bhara nagma tum phir se gungunana

mere pyar ki aavaz pe chali aana o chali aana

dekho mausam gahra gahra hai 

dekho mausam gahra gahra hai

aur shaam ka rang sunhara hai

aao ham dono chhup jaaye

pyar ki duniya me kho jaaye

aao ham dono chhup jaaye

pyar ki duniya me kho jaaye

aise kho jaaege aise kho

jaege dhundhega ye sara zamana

mere pyar ki aavaz pe chali aana

o chali aana

tu hai sapno ki parchhaiyo me 

tu hai sapno ki parchhaiyo me 

tu hai is dil ki gaharaaiyo me

baandhake tujhako baho me

rakh lu aaj nigaaho me

baandhake tujhko baho me

rakh lu aaj nigaaho me to ye vada karo 

to ye vada karo mujhko kabhi na bhulana

mere pyar ki aavaz pe chali aana o chali aana

main aa gayi hu main aa gayi hu pyaar ki aavaz pe

ye pyar bhara nagma tum phir se gungunana

mere pyar ki aavaz pe chali aana o chali aana

Explore this song