Roman script

mere maula karam ho karam

mere maula karam ho karam

mere maula karam ho karam

mere maula karam ho karam

tumse fariyad karte hai hum

tumse fariyad karte hai hum

mere maula karam ho karam

mere maula karam ho karam

mere maula karam ho karam

ye jami aur ye aasma

tere kabje me hai do jahan

sab pe tu hi to hai meharba

hum tere dar se jaye kahan

tu hi sunta hai sabki sada

tu hi rakhta hai sabka karam

mere maula karam ho karam

mere maula karam ho karam

bekaso ko sahara mile

dubto ko kinara mile

sar se tufan pal me tale

jo tera ek ishara mile

tu jo kare meharbaniya

dur ho jaye har ek gham

mere maula karam ho karam

mere maula karam ho karam

mere maula karam ho karam

mere maula karam ho karam

maula maula maula

mere maula karam ho karam

mere maula karam ho karam

Explore this song