Roman script

mere matwaare naino me 

prem ki jhalak aa hi gayi 

bin jaane main unki hui 

aai na aaye wo hamari nagariya 

aai na aaye wo hamari nagariya 

main to baavariya hui 

bin jaane main unki bhyi 

man to kahe chal re desh piya ke 

o birahan matwaari

nain kahe anjaan dagar hain 

bole umang mohe dar naahi

pag bole kaanto se panth bhara hai

pag bole kaanto se panth bhara hai

kya karu hay dyi 

bin jaane main unki bhyi  

mere matwaare naino me 

prem ki jhalak aa hi gayi 

bin jaane main unki hui

Explore this song