Roman script
mere liye wo gam-e-intzar chhod gaye gaye to ek anokhi bahar chhod gaye mere liye wo gam-e-intzar chhod gaye hajar kuch ho mera dil palat nahi sakta hajar kuch ho mera dil palat nahi sakta unhi ki hontho se bekarar chhod gaye unhi ki hontho se bekarar chhod gaye isi khayal se to pyar kiya tha dil mera isi khayal se to pyar kiya tha dil mera yahi huwa ki wo anjam-e-kar chhod gaye yahi huwa ki wo anjam-e-kar chhod gaye mujhe ye gam hai ki meri juban ne kuch na kaha mujhe ye gam hai ki meri juban ne kuch na kaha wo to meri diwan-e-gar chhod gaye wo to meri diwan-e-gar chhod gaye mere liye wo gam-e-intzar chhod gaye
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Meena Kapoor
- Film / album: Anokha Pyar (1948)
- Composer: Anil Biswas
- Lyricist: Behzad Lucknavi
- Actor: Dilip Kumar
- Actor: Nargis Dutt
- Actor: Nalini Jaywant
- Actor: Uma
- Actor: Mukri
- Actor: Ved Kesarbai
- Actor: Habib
- Actor: Sheikh
- Actor: Sheikh Mukhtar
- Actor: Uma Dutt
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Meena Kapoor
actor: Dilip Kumar, Nargis