Roman script

mere liye wo gam-e-intezar chhod gaye 

mere liye wo gam-e-intezar chhod gaye 

gaye to ek anokhi bahar chhod gaye 

gaye to ek anokhi bahar chhod gaye 

hazaar kuch ho mera dil palat nahi sakta 

hazaar kuch ho mera dil palat nahi sakta 

unhi ke honth mujhe bekarar chhod gaye 

unhi ke honth mujhe bekarar chhod gaye 

isi khayal se kanpa kiya tha dil mera 

isi khayal se kanpa kiya tha dil mera 

yahi hua ke wo anjam-e-kaaj chhod gaye

yahi hua ke wo anjam-e-kaaj chhod gaye

mujhe ye gam hai ki meri zaba ne kuch na kaha

mujhe ye gam hai ki meri zaba ne kuch na kaha

unhe kahe sune diwana baag chhod  gaye

unhe kahe sune diwana baag chhod  gaye

mere liye wo gam-e-intezar chhod gaye

Explore this song