Roman script

bata do tum kaha ho

wahi se ab awaz de do jaha ho

bhala jindagi bhi koi jindagi hai

ke dil ho jaha dil ka malik waha ho

mere lalla ko sulayegi nindiya

ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya

ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya

dhundhega bachpan mamta ki chaya

dhundhega bachpan mamta ki chaya

lau kaha se jo kuch gawaya

lau kaha se jo kuch gawaya

ruthe hue ko manayegi nindiya

ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya

ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya

bhagwan anokhe sapne dikhaye

bhagwan anokhe sapne dikhaye

phulo me bhi tune kaante chupaye

kaante chupaye

kaanto pe kaise aayegi nindiya

ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya

ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya

aankho me jiske aasu samaye

aankho me jiske aasu samaye

jiwan bhar usko nind na aaye

jiwan bhar usko nind na aaye

aao ji tumko aayegi nindiya

ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya

ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya

ankhiyo me ghul mil jaayegi nindiya

Explore this song